Friday, 18 July 2014

Namazi ka Ahtraam

                                                                 786

Sawal:
Namazi ky agy sy guzrna gunnah hy.Is masly ki pori tafseel-
Jawab:
Namaz mein koi khalal ni ata.Guzrne wala gunnahgar hota hy.Namaz agar makaan ya choti Masjid mein pharta ho tu deewar kibla tak guzrna jaiz nhe jab tak beech mein arh na ho aur sahra ya bari Masjid mein pharta ho tu sirf Sajud tak guzrne ki ijazat ni.Is sy bahar guzr skta hy.